|
|
|
Toote hue darakht se bahar ki ummeed na na kar~wo bechara bejan tujhe kuch bhi na de sakega~mana ki mere dar se bhar jaya karti thi jholiya~par aaj ye sadik tujhe kuch bhi na de sake ga~SADIK KHAN 9826732715
|
Submitted By
Sadik From
Vidisha (
9826732715 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
" 786 "
IMAM SADIQ A.s
se kisi ne sawaL kia, k
Jannatiyo'n ki Tadaad kitni Hy?
Farmaya:
1,000 saff Jis Mein se 1 saff Nabiyo'n,
RasooLo'n,
waLiyo'n,
wasiyo'n, Aur
Imamo'n ki sifarish se Jannat Jaye Gi
Aur 999 saffen
Imam MazLoom e karbaLa A.s ki sifarish pe Jaein Gi,
Ref=> karamat uL Hussainiya,
|
Submitted By
ALI ROCKS From
(
0346..2602773 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
Imam Jaffer-E-Sadiq (as) nay farmaya;
jab ttm apnay ghar sey kisi kam kay liye niklo to bhookay mat jao. Or jo kam ttm chahty ho kay zarur ho jaey to jany sey pehlay roti ka aik niwala namak kay saath kah kar jao. Inshallah kamyabi pao gay.
|
Submitted By
ALI ROCKS From
(
0346..2602773 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
tohfa e Azadar
Jab *Allah.j.j* .
ny sari kainat
*BB SYEDA S.A*
kay "HAQ MEHAR" me likh di tu pak *BIBI FATIMA.S.A ny frmaya:
Ae *Allah* ye sab kuch mujhy nhe chahey balky mary HAQ MEHAR me. Hamare. *AZADARO* ki Shifaat likh day.
.
Ref: 1.Biharul Anwar
2.Alqatra.
|
Submitted By
ALI ROCKS From
(
0346..2602773 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
farman imam jaffer sadiq asws
jab koi hajat allah pak se ho to allah pak ki hamd aur muhammad w aal e muhammad per salwat kay saath ibtada karo, aisa karne wala apne dua bhool bhi jaye to allah pak sawal kiye baghair hajat puri karta hai.
ref: kafi mutarajam, page#161
|
Submitted By
ALI ROCKS From
(
0346..2602773 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
Bibi Ye Tere Gham Ka Samundar hui Rida,
Harr BaaWaqar Sir Ka Muqaddar Hui Rida,
Tanha Magar Hussain(as) Ka Lashkar Hui Rida,
Itna Buland Sir Se Utar Kr Hui Rida,
Duniya ki Ismato K Lye Aas Ban Gai,,
Teri Rida To Parcham e Abbas(as) Ban Gai.
SaLam Ya ShareektaL Hussain sua
|
Submitted By
ALI ROCKS From
(
0346..2602773 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
Karbala Teray Paristar Sada Jeetay Rahain..
Yai Shahadat k Talbgar Sada Jeetay Rahain..
Wadi-e-Sham Say Aati Hai Sakina (a.s) Ki Sada..
Meray Baba k Azaadar Sada Jeetay Rahain.. ! Imam Zamana a.s tamam moumineen ko Masoom Sakina a.s ke shahadat ka dil se taziyat pash arz karty hen.
|
Submitted By
ALI ROCKS From
(
0346..2602773 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
Shahadat Bibi Sakina Bint e HussaiN a.s
" Yazeed Ny Imam Hussain a.s K Sar Ko
Bibi Sakina s.a Ki Taraf Buland KAr k Kaha,
Tumharay Baap Ny Meri Hakumat Mai Fasad
Kiya Or Wo Chahta Tha K Meri Nasal Ko Mita Dy",
Bibi Sakina s.a Ny Ro K Kaha " Ay YAzeed!
Tu Mere Baba Ko Qatal Kar K Khush NA Ho Ku k
Inhony Apna NAik Anjam PAa Liya HAi Albatta
Tu Apni Jawabdahi k Liye TAyyar Reh".
Maktal e Abi Mukhnaf
Page# 139
|
Submitted By
ALI ROCKS From
(
0346..2602773 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
Shahadat Bibi Sakina Bint e HussaiN a.s
" Yazeed Ny Imam Hussain a.s K Sar Ko
Bibi Sakina s.a Ki Taraf Buland KAr k Kaha,
Tumharay Baap Ny Meri Hakumat Mai Fasad
Kiya Or Wo Chahta Tha K Meri Nasal Ko Mita Dy",
Bibi Sakina s.a Ny Ro K Kaha " Ay YAzeed!
Tu Mere Baba Ko Qatal Kar K Khush NA Ho Ku k
Inhony Apna NAik Anjam PAa Liya HAi Albatta
Tu Apni Jawabdahi k Liye TAyyar Reh".
Maktal e Abi Mukhnaf
Page# 139
|
Submitted By
ALI ROCKS From
(
0346..2602773 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
Dua k 3 pehlu hain
1- Ya to qubool ho jati hai.
2- Ya Akhirat k liye zakheera kar li jati hai.
3- Ya musibat ko taal deti hai.
Imam Zain-ul-Abideen (A.S)
|
Submitted By
ALI ROCKS From
(
0346..2602773 ) |
|
|
 |
|
|